Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Raj Kumar
Home Raj Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum hans rahe hain phool jo gaa rahaa hai gulsitaan gaa rahaa hain gul jahaan gaa rahaa hai aasmaan tu hi tu ki hai sadaa tu hi tu ki hai sadaa laakh mein hazaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum sharm se jo hai dari aa nahin rahi hansi bekhudi mein bekhudi kar rahi hai gudgudi hum na hain karaar mein hum na hain karaar mein dil na hai karaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum ishq mein zarar nahin kuchh humein khatar nahin ishq mein zarar nahin kuchh humein khatar nahin bijliyon se darr nahin bijliyon se darr nahin jal bhi jaayein aashiyaan jal bhi jaayein aashiyaan aa magar bahaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein
chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o aao kho jaayein sitaaron mein kahin aao kho jaayein sitaaron mein kahin chhod ke aaj ye duniyaan ye zamin duniyaan ye zamin chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o hum nashe mein hain sambhaalo humein tum hum nashe mein hain sambhaalo humein tum neend aati hai jagaa lo humein tum jagaa lo humein tum chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o o o o o o o ho o o o o o o o o o o o o o o o o o zindagi khatm bhi ho jaaye agar zindagi khatm bhi ho jaaye agar na kabhi khatm ho ulfat ka safar ulfat ka safar chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o chalo dildaar chalo chaand ke paar chalo hum hain tayyaar chalo o o o
chhodo ji ye gussa zara hans ke dhikao chhodo ji ye gussa zara hans ke dhikao dadi amma dadi amma maan jaao chhoti chhoti baaton pe na bigda karo chhoti chhoti baaton pe na bigda karo gussa ho to thanda paani pi liya karo khaali peeli apna kalejaa na jalaao dadi tumhen hum to manaa ke rehenge dadi tumhen hum to manaa ke rehenge khaana apne haathon se khila ke rahenge chaahe humen maaron chaahe humen dhamkaao kaho to tumhaari hum champi kar de kaho to tumhaari hum champi kar de piyo to tumhaare liye hukka bhar de hansi na chhupaao zara aankhen to milaao hum se jo bhool huyi maaf karo maa hum se jo bhool huyi maaf karo maa gale lag jaao dil saaf karo maa achhchhi si kahaani koi humko sunaao
deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke ke hum tere pyaar mein ke hum tere pyaar mein rahe na kisi kaam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke khanakti hain paas hi kahin pe teri chudiyaan khanakti hain paas hi kahin pe teri chudiyaan magar badi dooriyaan badi majbooriyan mita de lag ke gale mita de lag ke gale gile yeh subah shaam ke khade hain dil thaam ke jo chaahe salook kar na mujhse bol tu utha de zara haath hi zubaan mat khol tu salaam to kar magar salaam to kar magar badle salaam ke khade hain dil thaam ke ke hum tere pyaar mein ke hum tere pyar mein rahe na kisi kaam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke
dekh re ghata ghir ke aayi rass bhar bhar laayi chhed le gori mann ki beena rimjhim rutt chhaayi ho ho ho ho madhur madhur manwaa gaaye apne bhi din aaye saawan ke sang aaye jawaani saawan ke sang jaaye o o o o
geet gaata hoon main geet gaata hoon main gungunaata hoon main maine hansne ka waada kiya tha kabhi isliye ab sadaa muskuraata hoon main geet gaata hoon main gungunaata hoon main maine hansne ka waada kiya tha kabhi isliye ab sadaa muskuraata hoon main isliye ab sadaa muskuraata hoon main ye muhabbat ke pal kitne anmol hai kitne phoolon se naazuk mere bol hain ye muhabbat ke pal kitne anmol hai kitne phoolon se naazuk mere bol hain sab ko phoolon ki maala pehnaata hoon main muskuraata hoon main geet gaata hoon main gungunaata hoon main maine hansne ka waada kiya tha kabhi isliye ab sadaa muskuraata hoon main geet gaata hoon main gungunaata hoon main maine hansne ka waada kiya tha kabhi isliye ab sadaa muskuraata hoon main isliye ab sadaa muskuraata hoon main roshni hogi itni kise thi khabar mere mann ka ye darpan gaya hai nikhar roshni hogi itni kise thi khabar mere mann ka ye darpan gaya hai nikhar saaf hai ab ye darpan dikhaata hoon main muskuraata hoon main geet
husn waale tera jawab nahin husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin tu hai aisi kali jo gulshan mein saath apne bahaar laayi ho tu hai aisi kiran jo raat dhale chaandani mein nahaake aayi ho ye tera noor ye tere jalwe jis taraah chaand ho sitaaron mein husn waale tera jawab nahin teri aankhon mein aisi masti hai jaise chhalke huye hon peimaane tere honton pe wo khamoshi hai jaise bikhre huye hon afsaane teri zulfon ki aisi rangat hai jaise kaali ghata bahaaron mein husn waale tera jawab nahin teri soorat jo dekh le shayir apne sheron mein taazgi bhar le ik musawwir jo tujhko paa jaaye apne khawaabon mein zindagi bhar le naghma gar dhoond le agar tujhko dard bhar le wo dil ke taaron mein husn waale tera jawab nahin koi tujh sa nahin hazaaron mein husn waale tera jawab nahin hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
hey raaju chal biru hey raaju chal biru bhumm bhumm imli ka boota beri ka ped imli khatti meethe ber imli ka boota beri ka ped imli khatti meethe ber iss jungle mein hum do sher chal ghar jaldi ho gayi der chal ghar jaldi ho gayi der imli ka boota beri ka ped imli khatti meethe ber iss jungle mein hum do sher chal ghar jaldi ho gayi der chal ghar jaldi ho gayi der imli ka boota beri ka ped lalala lalalla lalalal lalal lalalalal lalalla lalala lalalla lalalal lalal lalalalal lalalla jis din se tu rooth gaya jis din se tu rooth gaya teri kasam dil toot gaya na jane kab raat huyi na jaane kab huyi sawer imli ka buta beri ka ped imli khatti meethe ber iss jungle mein hum do sher chal ghar jaldi ho gayi der chal ghar jaldi ho gayi der hey imli ka boota beri ka ped raunak pyaar ke naam ki hai ye daulat kis kaam ki hai raunak pyar ke naam ki hai ye daulat kis kaam ki hai tere bin heere moti lagte hain mitti ke dher imli ka buta beri ka ped imli khatti meethe ber iss
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa haa haa haa haa kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin kiske aane ki khabar le ke hawaayen aayin jism se phool chatakane ki sadayen aaeen jism se phool chatakane ki sadayen aayin ooo ooo ooo ruh khilne lagi ruh khilne lagi sanson mein mehak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aayaa kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi kisne ye meri taraf dekh ke baahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi shokh jazbaat ne seene mein nighaahen kholi ooo ooo ooo honth tapne lage honth tapne lage zulfon mein lachak jaag uthi dil ke soye hue taaron mein khanak jaag uthi kaun aaya ke nigahon mein chamak jaag uthi dil ke soye hue taaron
kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe jo dil ki dhadkanein samjhe na aankhon ki zubaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe nazar ki guftagu samjhe na jazbon ka bayaan samjhe usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai usi ke saamne uski shikaayat ka iraada hai kisi patthar ki murat se muhabbat ka iraada hai parastish ki tamanna hai ibaadat ka iraada hai kisi patthar ki murat se suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai suna hai har jawaan patthar ke dil mein aag hoti hai magar jab tak na chhedo sharmgi parde mein soti hai ye socha hai ki dil ki baat uske rubaru keh de nateeja kuch bhi nikle aaj apni aarzu keh de har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada hai har ik bejaan taqalluf se bagaavat ka iraada
roothe khaabon ko mana lenge kati patangon ko thaamenge hai jazba hai jazba suljha lenge uljhe rishton ka manja haan manja haan manja haan manja soyi takdeerein jaga denge kal ko ambar bhi jhuka denge hai jazba hai jazba suljha lenge uljhe rishton ka manja haan manja haan manja haan manja hmm rishte pankhon ko hawa denge rishte dard ko dawa denge jeet kabhi haar kabhi ghum to yaaron honge do pal ke mehmaan hmm rishte dehalizen bhi laanghenge rishte lahoo bhi to maangenge aansun kabhi moti kabhi jaan bhi maange yaaron kar denge kurbaan bishre yaaron ko bulaalenge soyi umiddein jaga lenge hai jazba hai jazba suljhaa lenge uljhe rishton ka manja haan manja ho ho barfilee aankhon mein pighlaa sa dekhenghe hum kal ka chehra hoh hon pathrile sine mein ublaa sa dekhenghe hum laava gehara agan lagi lagan lagi toote naa toote na jazba yeh toote na magan lagi lagan lagi kal hogaa kyaa keh do kis ko hai parvah parvah parvah hoooo roothe khaabon ko mana lenge kati patangon ko
kuchh lamhe the alsaaye se bharmaaye se fiza mein kabhi sehme se muskaate jaana kidhar na jaane meethi boliyaan sun lo aasmaani rangon ki meethi boliyan sun lo bezubaani lamhon ki girte sambhalte chalte ladkhadaye haan magar ye honsla na dagmagaye armaano ke patang ko udaayen udaayen aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai yeh sohbatein yaaron ki uuu aye zindagi hame hosh ki na tu dava de dua de dua de meethi boliyaan sun lo aasmaani rangon ki meethi boliyaan sun lo bezubaani lamhon ki sapnon ke sapnon ke peechhe chale peechhe chale raahon mein hai yaadon ka pehra sulga ke sulga ke kaali si raat kaali si raat laayenge ye ujla savera ujla savera ujla savera ujla savera ujla savera girte sambhalte chalte ladkhadaaye haan magar ye hausla na dagmagaaye armaanon ki patang ko udaayein udaayein aye zindagi hamen sohbaton ka nasha hai yeh sohbatein yaaron ki uuu aye zindagi hame hosh ki na tu dava de dua de dua de meethi boliyan sun lo aasmani rangon ki meethi boliyaan sun
aaaaa aaaaa aaaaa aaa aaaa aa aa aa aa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaa mera dil ab tera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna kaisa jaadu phera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa nain hamaare tum sang laage tum sang preet hamaari man bhaaye tum jaano na jaano jaane hai duniya saari koi aur na mera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa morni ban ke raah takoon main tum baadal ban chhao mere pyaase rom rom pe ras barsaate jaao tera dil mein baseraa o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajnaa pyaar ka bandhan janam janam ka saans ke sang hi toote saare hi rang pheeke pad jaaye pyaar ka rang na chhoote tune tan man gheraa o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna kaisa jaadu phera o saajna mera dil ab tera o saajna kaisa jaadu phera o saajna
na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi mujh mein bhalaayi bhi mujh mein buraayi bhi laakhon hain mael dil mein thodi safaayi bhi thoda sa nek hoon thoda beimaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai na koi raaj hai na sar pe taaj hai phir bhi humare dum se dharti ki laaj hai tann ka garib hoon mann ka dhanwaan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon na main bhagwan hoon na main shaitan hoon duniyaan jo chaahe samjhe main to insaan hoon jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein jeevan ka geet hai sur mein na taal mein uljhi hai saari duniyaan roti ke jaal mein kaisa andher hai main bhi hairaan hoon
juhi ki kali meri laadli naazon ki pali meri laadli o aas kiran jug jug tu jiye nanhi si pari meri laadli o meri laadli juhi ki kali meri laadli naazon ki pali meri laadli o aas kiran jug jug tu jiye nanhi si pari meri laadli o meri laadli dharti pe utar aaya chanda tera chehra bana champe ka salona guldasta tann tera bana champe ka salona guldasta tann tera bana o meri laadli komal titli meri laadli heere ki kani meri laadli o aas kiran jug jug tu jiye nanhi si pari meri laadli o meri laadli sharmaye deewali taaron ki tere nainon se koyal ne churayi hai pancham tere bainon se koyal ne churayi hai pancham tere bainon se o meri laadli gudiya si dhali meri laadli mohe laage bhali meri laadli o aas kiran jug jug tu jiye nanhi si pari meri laadli o meri laadli har bol tera sikhlaaye humen dukh se ladna muskaan teri kehti hai sadaa dheeraj dharna muskaan teri kehti hai sadaa dheeraj dharna o meri laadli ganga ki lehar meri laadli chanchal saagar meri laadli o aas kiran
hooooooo aaaaaaaa aaaaaaaa ooo hoo pyaar mein milna sanam hota hai takdeer se hoooo achchhi rahengi tanhaiyon mein baatein teri tasveer se hooo pyaar mein haal e dil kahenge na hum pyaar hai to kahe ka ghum pyaar hi mein ghum bhi to hain saath tere hum bhi to hain phir bhi na jane rukti nahin kyun dhadkan kisi tadveer se hoooo pyaar mein aaaa aaaa kya karen kya karen jo mil na sake phool kya jo khil na sake band hon jo rahen meri thaam ke chalo baahen meri tumko kasam hai baandho na humko itni haseen zanjeer se hoooo pyaar mein chal na jaye jaadu kahin ishq hai hasi to nahin kaanpte hain mere kadam hooo hooo hoo kaanpte hain mere kadam jao nahin rokenge hum jayen kahan jayen kahan jayen kahan jo phirte hain ghayal hoke sanam tere teer se hooo pyaar mein milna sanam hota hai takdeer se ho ooo achchhi rahengi tanhaiyon mein baatein teri tasveer se hooo pyaar mein
apne rukh par nigaah karne do khoobsoorat gunaah karne do rukh se parda hataao jaan e hayaa aaj dil ko tabaah karne do rukh se zara naqaab utha do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor wo marmari se haath wo mehka hua badan wo marmari se haath wo mehka hua badan takraaya mere dil se mohabbat ka ek chaman mere bhi dil ka phool khila do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor husn o jamaal aapka sheeshe mein dekh kar husn o jamaal aapka sheeshe mein dekh kar madhosh ho chuka hoon main jalwon ki raah par gar ho sake to hosh mein laa do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere huzoor tum humsafar mile ho mujhe is hayaat mein tum humsafar mile ho mujhe is hayaat mein mil jaaye jaise chand koyi sooni raat mein jaaoge tum kahaan ye bata do mere huzoor rukh se zara naqaab utha do mere huzoor jalwa phir ek baar dikha do mere
rangi par ud aavee khushiyon sang laavee harkhaaye haiyu haaye haaye rangi par ud aavee khushiyon sang laavee harkhaaye haiyu haaye haaye aasha ni ke nu bikhraaye umange vi chhalkaaye man hadwe di gungunaaye haaye haaye haaye haaye hey shubhaarambh ho shubhaarambh mangal bela aayi sapnon ki dehri pe dil ki baaji re shehnaai shehnaai shehnaai hey shubhaarambh ho shubhaarambh mangal bela aayi sapnon ki dehri pe dil ki baaji re shehnaai shehnaai shehnaaii khwaabon ke beej kachchi zameen pe humko to bona hai aasha ke moti saanson ki mala humein pirona hai apna bojha mil ke saathi humko dhona hai shehnaai shehnaai shehnaai raas racheelo saaj sajeelo shubh ghadi chhe aavee aaja aaja tamtamaata shamna ojhe laavee o laavee ho laavee ho rangi par ud aavee khushiyon sang laavee harkhaaye haiyu haaye haaye rangi par ud aavee khushiyon sang laavee harkhaaye haiyu haaye haaye haaye haaye haan maza hai zindagi nasha hai zindagi dheere dheere chadhegi ho dua de zindagi bata de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhool Jayen Sare Gham Nausherwan-E-Adil (1957) 03:54 12108
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kumar
Duration : 03:54   Song Number : 12108   

Chalo Dildaar Chalo Pakeezah (1972) 03:42 20265
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kaif Bhopali
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:42   Song Number : 20265   

Dadi Amma Dadi Amma Gharana (1961) 03:20 13275
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Duration : 03:20   Song Number : 13275   

Deewane Tere Naam Ke Saudagar (1991) 04:16 32408
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Duration : 04:16   Song Number : 32408   

Dukh Bhare Din Beete Mother India (1957) 03:13 13771
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Sunil Dutt, Raj Kumar, Rajendra Kumar
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13771   

Geet Gaata Hoon Main Lal Patthar (1971) 03:34 20473
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kohli
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Raj Kumar, Hema Malini
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:34   Song Number : 20473   

Husn Waale Tera Jawab Gharana (1961) 04:48 13276
 
Poster of Gharana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:48   Song Number : 13276   

Imli Ka Boota Saudagar (1991) 05:00 32343
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Raj Kumar
Duration : 05:00   Song Number : 32343   

Kaun Aaya Ke Nigahon Mein Waqt (1965) 04:23 20749
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sadhana, Raj Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:23   Song Number : 20749   

Kisi Patthar Ki Murat Hamraaz (1967) 04:32 13309
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi, Raj Kumar, Mumtaz, Balraj Sahni
Duration : 04:32   Song Number : 13309   

Manja Kai Po Che! (2013) 03:37 32227
 
Poster of Kai Po Che! (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 03:37   Song Number : 32227   

Meethi Boliyaan Kai Po Che! (2013) 04:50 32292
 
Poster of Kai Po Che! (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 04:50   Song Number : 32292   

Mera Dil Ab Tera O Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:51 19190
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kumar
Duration : 05:51   Song Number : 19190   

Na Main Bhagwan Hoon Mother India (1957) 03:27 13775
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:27   Song Number : 13775   

O Meri Laadli Dil Ek Mandir (1963) 04:09 13098
 
Poster of Dil Ek Mandir (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Rajendra Kumar, Raj Kumar
Duration : 04:09   Song Number : 13098   

Pyaar Mein Milna Sanam Ardhangini (1959) 03:32 36387
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kumar
Duration : 03:32   Song Number : 36387   

Rukh Se Zara Naqaab Mere Huzoor (1968) 04:48 21184
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra, Raj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 21184   

Shubhaarambh Kai Po Che! (2013) 03:56 32577
 
Poster of Kai Po Che! (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 03:56   Song Number : 32577   
Karaoke Songs of Raj Kumar, Sad Songs of Raj Kumar, Love Songs of Raj Kumar, Dance Songs of Raj Kumar, Hip-hop songs of Raj Kumar, Best songs of Raj Kumar, Super hit songs of Raj Kumar, hit songs of Raj Kumar, duet songs of Raj Kumar, solo songs of Raj Kumar, old songs of Raj Kumar, famous songs of Raj Kumar, Hindi Karaoke Songs of Raj Kumar, Hindi Sad Songs of Raj Kumar, Hindi Love Songs of Raj Kumar, Hindi Dance Songs of Raj Kumar, Hindi Hip-hop songs of Raj Kumar, best Hindi songs of Raj Kumar, super hit Hindi songs of Raj Kumar, hit Hindi songs of Raj Kumar, duet Hindi songs of Raj Kumar, solo Hindi songs of Raj Kumar, old Hindi songs of Raj Kumar, famous Hindi songs of Raj Kumar, Sing Along Songs of Raj Kumar, Sing Along Sad Songs of Raj Kumar, Sing Along Love Songs of Raj Kumar, Sing Along Dance Songs of Raj Kumar, Sing Along Hip-hop songs of Raj Kumar, Sing Along Best songs of Raj Kumar, Sing Along Super hit songs of Raj Kumar, Sing Along hit songs of Raj Kumar, Sing Along duet songs of Raj Kumar, Sing Along solo songs of Raj Kumar, Sing Along old songs of Raj Kumar, Sing Along famous songs of Raj Kumar